Chetan: Guruji namaste . maine chanakya ke thoughts padhe the usmein ek thought tha ki .apmanit hokar jeene se acha to marna hai .mrityu to bas क्षणभर ka dukh deti hai . to guruki muje btaiye ki apmanit hokar humein mar jana chaiye kya.
Swami Ram Swarup: Namaste ji. Sri Krishna Maharaj Bhagwad Geeta mein kehte hain
“Samay Shatru Cha Mitrey
Tatha Maan Apmaanyoho.”
Arthat sadhak shatru, mitra, maan aur apmaan mein ek samaan rahe arthat krodhit na ho, shant rahe, to sadhak ke liye to shanti zarooori hai aur jub prashan parivar ke apmaan ka ya desh ke apmaan ka aata hai tub parivaar ke apmaan ko solve karne ke liye kanun ka sahara liya jaata hai aur desh ke apmaan ko solve karne liye dushman ka apmaan athwa yadi yuddh anivarya ho to yuddh karna chahiye. Parantu kisi bhi sthiti mein marna paap hai.
To Channakya ek mahapurush hue hain, unka bhi bhaav yahi ho sakta hai ki apmaan sehne se to achchha hai ki virodhi ka muquabala karte-karte yadi prann bhi chale jayein to bhi kuchh nahi.
MeiKam: Dear Guruji, is cow milk better in terms of nutritional value than milk from other animals like buffalo or sheep? When should kids start drinking cow milk? How often and how much cow milk should kids and adults consume everyday respectively? Thanks!
Swami Ram Swarup: Blessings to you, beti.
After 2-3 months cow milk with mixing 50% boiled water may be given. For quantity of milk to be given to the child, a child specialist should be consulted. For adults one glass of milk is sufficient.