Deepak: SWAMIJI CHARAN SPARSH MAI ROZ HAVAN DHYAAN NAAM JAP KARTA HOON FIR BHEE ANDAR SE JAISE KRODH AUR EERSHYA VAGAIRAH POOREE TARAH SE NAHEE JAA RAHEE HAI ,, AAPKA AASHIRWAD CHAHIYE , KABHEE KABHEE MUJHE LAGTA HAI KI SHAYAD MAI SAMNE VALE KO BADTA HUA NAHEE DEKH SAKTA AUR MAI CHAHTA HOON KI MAI JYADA AAGE NIKLOON, APKA AASHIRWAD CHAHIYE , AUR KYA VAJAN GHATANE KE LIYE YOGA EXERCISE KE ALAVA KOI AYURVEDIK DAVAI HAI YOUR LOVING SON DEEPAK
Swami Ram Swarup: My blessings to you.

Doosrey kee progress ko dekh jalna, jealousy etc., Yog shastras mein taap dukh kahey hain. Issey khud ka hee nuksaan hota hai, doosrey ka nahin. Isliye aisey vichar turant tyag deiney chahiye. Aur krodh irshya vagairah rakhkar hawan karogey to hawan ka bahut sa punnya khatam ho jayega isliye savdhan hokar hawan karte raho, samay par sub theek hoga.

Vazan ghataane ke liye subah kee sair aur race karna bhi achcha hai aur ubla bhojan karna chahiye.

Rohan: Pranam Maharaji, Wishing you best of health, Maharaj, What does the following line mean: “Shlok 46 rajodarshan ke din se laker solveih(16) din tak ritukaal kaha hai” Warm Regards Rohan
Swami Ram Swarup: My blessings to you, my son. Same to you my son. Rajodarshan means first day of menses of lady. Rest of the answer may be asked personally.

Dilip: I am buying flat and I want to living after finish my work work can i do havan on 14 th feb basant panchmi and that can i shifted in my new home any time after basant pancmi
Swami Ram Swarup: Now, the 14th feb has already passed, so hawan can be done on any
day, say Vedas.