Ghanashyam: I want to admit my Son to a Vidyalaya where Veda, Yoga, Tapa etc.
are being taught.
Swami Ram Swarup: You may please contact with Arya pratinidhi sabha, New Delhi.
They will advise you accordingly.
Mitkumar: Swamiji. I want to learn how to concentrate like Arjun and tell me remedies described in our vedas for concentration?
Swami Ram Swarup: Arjun was a learned of Vedas, did daily agnihotra with ved
mantrasand practice of Ashtang Yog philosophy. He used to maintain Brahmacharya. Heused to do hard practice of dhanur vidya. So, to concentrarte, a devotee mustdo the said practice under the guidance of learned acharya.
Rimu: Swami ji namaskar, please give me correct translation and explanation Rigveda 1.162 SUKTA.
Swami Ram Swarup: Namaskarji. Dear Agniveer, nowadays, I am very much busy in my daily spiritual tasks. So, at this juncture, I am not able to send you the explanation of Rigved.
Sameer: Maini pahly jo sawal keya tha uskajawab mela 101% satya hai baki log Sab gumrah karty hi mera dusra sawal guru je- jis dost ke baat kar raha hun wo chala gaya magar aaj bhi mere yado me jevithi. ws din kab uske martyu hui main kanhi boor tha rat ka time tha . mujhkokyoun ahsas nahi huwa
main wasko bahut pyar karta hu.
Swami Ram Swarup:
Dhanyawad beta.
Aapka aapke dost ke prati sachcha pyar hai, isliye aapko uskee yaad
aanaswabhavik hee hai. Lekin main yahaan aapko yeh zaroor advise
karoonga ki vedkehte hain ki jo humse bichhad jaate hain, unke liye
gam, shok kabhi nahinkarte kyunki issey aayu ghatti hai. Hamein Ishwar
kee banayee duniya meinIshwar ke niyam maan kar chalney mein hee sukh
mil sakta hai anyatha nahi. Jubuskee dukhad mrityu huee tub aap apne
mitra se door the. Isliye aapko uskee mrityu ka ehsaas nahin
hua.Kabhi-2 kisi ko ehsaas ho bhi jaata hai aur kisi ko nahin bhi
hota. Ispe zyadavichaar na karein. Han! Hamesha apney dost ke liye
Ishwar se prarthna karein kiIshwar uskee atma ko shanti dein.