Daya Shankar Singh: Guruji ko dandotwat Charan Sparsh Maharaj ji Ham Apne waste Janana Chahta Hain ki dhyaan lagaane ki Sahi prakriya kyaa honer Chahiye shuroo se kekar ant tak Guruji margdarshan Karen?
Swami Ram Swarup: Dayashankar beta is vidya ko sunane aur sikhne ke liye ek do din ke liye mere pass aana jaruri hai, yeh vidya mobile ya telephone par nahi kahi jaati. Aashirvad beta sukhi raho.
Priyanshu: Kya Vedas me animal sacrifice permitted hai?
Swami Ram Swarup: Vedon mein koi bhi hinsa permitted nahi hai isliye kisi bhi animal ki hinsa nahi ki ja sakti.
मनीष गर्ग: गुरूजी प्रणाम, मेरा यह प्रश्न समझें या शंका, मेरे साथ अक्सर ऎसा होता है जैसे वर्तमान में मेरे साथ जो घटित हो रहा है वो मुझे लगता है शायद मेरे साथ पहले भी हो चूका है, जबकि वास्तविकता वो नहीं है जैसा मुझे लग रहा है, कृपया समाधान करें|
Swami Ram Swarup: Beta is pareshani se dur hone ke liye aapko Ishwar ke naam ka dono samya simran, pranayam karna chahiye kyunki yeh purv janam ke sanskar se aisa hota hai parantu ismein darne ki koi baat nahi hoti, aap nearest arya samaj mandir mein jaayein wahan koi na koi purohit aapko milega jo aapko asan, pranayam aur Ishwar ke naam ka simran ka gyan dega.
Aashirvad beta sukhi raho.
Manoj: Swami Ramswaroop Ji ko mera pranam, Please send to me pdf copies of Shrimad Bhagwat Geeta from chapter 1 to 18 written by you, I am only getting hard copies online. Please consider my request, I will be very thankful to you.
Swami Ram Swarup: Manoj beta we do not have PDF copies so unable to send to you. However, Bhagwad Geeta in part 4 can be dispatched to you on receipt of your postal address if you so desire. Bahut bahut ashirwad beta sukhi raho.
Anonymous: Can we read Vedas by self-study?
Swami Ram Swarup:
Ans. Vedas are studied under the guidance of learned Acharya, never studied by oneself. However, as regards books you are advised to make contact with M/s. Govindram Hasananad, Nai Sadak, Delhi.