Mona: Namaste.swamiji do we all have isth devta or guardian angels?
Swami Ram Swarup: Namasteji, my daughter. Yes, please according to Vedas, Shastras,
Isht devta of all human-being is only Almighty, formless God who creates, nurses and destroys the universe.
Parmjit: Tell me about my promotion. Whether there is any promotion in my service or not? If yes, tell when?
Swami Ram Swarup: Based on your qualities, hard-working and seniority etc., the
department will give you the promotion if you are eligible, please.
Mahender: Swami ji kya jinn,bhoot hote hai agar hote hai to kya hanuman chalisa padne se kuch fayda hota hai
Swami Ram Swarup: Nahin, jinn, bhoot kabhi nahin hota aur na the na hai aur na hongey. Yeh duniya Ishwar kee banayee hue hai. Weh nirakar, sarvvyapak Ishwar akela hee is duniya ka atal Raja hai. Isliye is duniya par usee ke banaye atal, kabhi na badalne wale niyam chalte aayey hain aur chalengey.
Bhoot pret ke is maamle mein uska ek niyam hai ki murda shareer se jeevatma nikalkar tehra din aakash mein rehkar uske baad karma ke anusaar mata ke garbh mein jaatee hai. tehra din jab tak weh aakash mein rehtee hai tab tak sushupt awastha yanee pooree behoshee kee see awashtha mein rehtee hai. Isliye bhoot ya jinn aadi banane ka sawaal hee paida nahin hota.
Is vishey mein dekhe Yajurveda chapter 39.