Mamta: Pranam swamiji kya peepal ke ped par Deepak lagana galat hai vedo me eska varnan milta hai
Swami Ram Swarup: My blessings to you, beti. Peepal ke ped kee raksha karnee chahiye kyunki yeh ped atyadhik laabhkaaree hai, issey kai aushadhiyan bantee hain. Parantu Deepak jalaane ka vidhan vedon mein nahin hai.
Mohan: Swamiji, Pranams. Please tell me which of the Puranas is best to read or should I read all of them?
Swami Ram Swarup: My blessings to you. The views written in Puraan mostly donot tally with the Vedas, so learned of Vedas donot accept the puraans being unauthentic. However, it is for you or anybody that they may read puraan at their own.
Anupam: गुरुजी प्रणाम।गुरुजी कुरान कितने वर्ष पहले लिखी गई थी।मुस्लिम्स मे ईद मनाने के पीछे क्या घटना है।गुरुजी क्या कुरान मे निराकार ईश्वर को मस्जिद मे जाकर पूजने के लिए कहा है व बाइबिल में चर्च मे जाकर पूजने के लिये।
Swami Ram Swarup: Blessings, beti. Qurann sharief lagbhag 1,500 varsh pehle likhee thee. Han! Masjid aur Kaba, dono mein nirakaar Khuda ko poojne ka updesh hai.