Anupam: Guruji pranam.guruji krshn ki bal lilao ka varnan kya mahabharat me hai.guruji aajkal aap jo valmiki ramayan ka song form me roj audio dalte hai veh sunna bahut hi accha lagta hai.lagta hai sara ek bar me sunne ko mil jaye.guruji aapne krshna dwara arjun ko sunai geeta ko bhi kya isi prakar bhajan roop me taiyar kia hai.guruji apne kuch vaidic pravachan ke audio bhi whatsapp per bhej dia kijiye.guruji ramayan ke 1 arab 86 lakh sal purana hone ka kis adhar per kaha jata hai.
Swami Ram Swarup: My blessing to you, beti. Nahi Krishan kee baal leelaon ka varnnan Mahabharat granth mein nahi hai. Nahi maine Bhagwad Geeta nahi gaai hai. Haan Bhagwat Geeta granth par pooree Hindi mein vyakhya kee hai jo four parts mein chhapi hai. Valmiki Ramayan ka samay samajhne mein discussion kee zaroorat hai. Isliye isey yahaan nahi samjhaya ja sakta.
सेवक:पूज्य गुरुदेव , आत्मीय- नमन, वन्दन , चरण – वन्दन l हे दयालु पिता ! आपसे पायी हुई परमपिता परमेश्वर की अति पावनी वैदिक विद्या को हम सब श्रद्धालु , जिज्ञासुजन अपने जीवन मे दृढ़तापूर्वक धारण कर ले , एक पग भी उससे विचलित न हो , स्वयं के तथा घर , परिवार , समाज , राष्ट्र और विश्व के कल्याण की ओर अग्रसर हो , ऐसा शुभाशीर्वाद दीजिये प्रभु.
Swami Ram Swarup: Mera aapko ashirwad, beta.
आपके पावन चरणों का दास: प्रिय गुरुजी , मैं आगामी दिनों मे शुरू होने वाले चतुर्वेद यज्ञानुष्ठान मे आपकी सेवा और विद्या प्राप्ति हेतू लगभग एक मास हेतु आपके पावन चरणों मे उपस्थित होना चाहता हूँ , कृपया मुझ अज्ञानी बालक को , गरीब को इसकी अनुमति दीजिए,आज्ञा दीजिये , कोई विघ्न न आने पाये ऐसा आशीर्वाद दीजिये प्रभु , दया कर दो प्रभु , दया कर दो
Swami Ram Swarup: Theek hai aap ek maas ke liye aa jayein.