Sukhjeet: SWAMI JI PARNAAM MAIN TEH DIL SE AAP JI KA AUR AAP JI KI MANAGEMENT KA BAHUT ABHARI HOON, AAP JI KI KRIPA SE VED MANDIR YOLE CAMP MEIN HUM EK HEALTH CAMP ORGANISE KAR PAYE. AAP JI KI BLESSINGS HAMARE SAATH THI BUT AAP JI KE DARSHAN NAHI HO SAKE KYONKI AAP JI DELHI MEIN THEH.MERE MANN KI ISHA HAI KI AAP JI KE DARSHAN KAROON AAP JI KIRPA KARNA KI AISA SANYOG BAN PAYE.AAP JI KI BLESSINGS MAIN CHAHUNGA KI HAMESHA HI MERE BUSINESS PAR BANI RAHE.SWAMI JI MAIN LUDHIANA SE HOON EK KAMI MERI YEH HAI KI SUBHAH (AMRIT WELA)UTH NAHI PATA HOON MAN MEIN HOTA HAI KI UTH KAR NITNEM KIYA JAYE BUT SUSTI BANI RAHTI HAI KIRPA KOI YUKTI BATAEAN. THANX JI
Swami Ram Swarup: Aapko mera ashirwad. Aap parivar sahit sadaa sukhi rahein. Aapka business badey. Aap kabhi bhi yahaan aa sakte hain. Aapka sadaa yahaan welcome hai aur amrit wale mein uthne kee aagya toh vedon mein pavitra Guru Granth sahib aur sabhi granthon ne kahi hai. Samved ne kaha ki jo pratahkaal uthkar Bhagwan ka naam leta hai toh Ishwar uska sakha ban jaata hai. Doosree aur Rigved ne kaha ki ushakaal (subah 4.00 baje se surya kee kirnnein/rays nikalne tak) sabhee gharon ka darwazaa, sabko uthaane ke liye rozana khatkhataatee hai kyunki weh pratah uthne walon ka saubhagya baantane aatee hai. Parantu jo nahin jaagte aur sooraj nikalne tak sotey rehte hain toh unkee kismet ko aisey kha letee hai jaise jungle mein bheden (she-wolf) apney shikar ko maarkar kha jaatee hai.

Mujhe umeed hai ki aap jaise sajjan purush avashya hee is gyan par dhyan deingey aur apnee, parivaar aur samaj ka uddhar karne ke liye pratahkaal uthna shuru kar deingey.

Kumar Jatinder: I want to know about our kuldevi or kuldevta.
Swami Ram Swarup: Kul devta

The matter of Kul Devta does not exist in Vedas. So, there is no learned person to say about the same. In Vedas, there are only five Devtas to be worshipped i.e., are meant to be given respect and worship etc. those are mother, father, atithi, acharya and formless God who are now a daqs mostly not being praised , respected and nursed well. Vedas tell the fact and we’ll have to come back under the pious shelter of four vedas. Under the guidance of learned acharya of Vedas and yoga philosophy, to overcome all problems, diseases etc., and to attain salvation.

So, according to Vedas, there is only one ishta and kuldevta of entire universe that is formless, almighty God who creates nurses and destroys the universe. Apart from this human beings have made their own path. If such people are not interested in the eternal knowledge of vedas which emanates direct from God then they may go ahead, at their own, against the vedas.