Sachin: Namastey. How to get spiritualism with doing work as an engineer?
Swami Ram Swarup: Sri Ram, Sri Krishna Maharaj , King Harishchandra, Dashrath and several others were commanding the nation while getting perfection in spiritual life.
So, nothing is impossible, if there is firm desire to do hard work, with concentration, dedication and devotion.
Robin: Jab God ne hamare baghay me jo likha hai vahi milna hai to hum karm kyn kare?
Swami Ram Swarup: God nein bhagya mein (Prarabdh mein) isliye likha hai ki jo hamney karma kiye uska phal hum bhogein. Ab yadi hum kuchh karma nahin kareinge to hum lazy kehlayeinge aur karma na karne ka paap dukh ke roop mein hum agley janamon mein Prarabdh ke roop mein phir bhogenge . yeh Ishwar nein vedon mein niyam banaye hain.
Par yahann hum yeh bhi sochein ki Yajurved mantra 7/48 ke anusar -jeev karma karta hai aur Ishwar uska phal deita hai aur koi bhi pranni bina karam kiye ek pal bhi nahin reh sakta.
Rigvedmantra 10/135/3,4 mein Ishwar nein hum par yeh bhi kripa kari hai ki yadi manushya kisi vedon ke gyata acharya ke sanrakshann mein rehkar ved vidya grahann karta hai aur uske anusar rozana hawan/Yajyen ved mantron se karta hai, Ishwar ka naam-OM ka jaap karta hai, yogabhyas bhi karta hai aur grihasth aadi ke saare shubh karma bhi sath sath karta hai to uskey sab karma nasht ho jaate hain aur is prakar weh dukhon ka nash karke moksh ka sukh pa leita hai atah hum kisi bhi halat mein, Ishwar par sandeh na karein, chahe to Ishwar se nikli ved vanni ka hum ashrey lein. Ishwar apnee marzi se hamein sukh-dukh nahin deita (hamare bhagya mein sukh-dukh nahin likhta) balki weh hamare khud ke kiye karmon ka phal deta hai. Hum apney karmon ko vedanusar pavitra kar lengey to Weh hamein dukh kabhi nahin dega. Ishwar nein bhagya ka nirmann hamarey khud ke hathon mein diya hai.
Arjun: Did Shankacharya believe eating meat was allowed which is why in his comments he says meat with rice opposite of what you are saying in Brihadaranyak 6/4/18 and 6/4/13? And in Rigveda 1/1/1 who is speaking God or the rishi? Is the rishi praising god here or is god praising himself?
Swami Ram Swarup: Sorry, I cannot comment on others. In Rigveda mantra 1/1/1, devotee is expressing his views.
Rakesh: What is Shani Paatal kriya and how can be it done?
Swami Ram Swarup: Shani pataal kriya is not mentioned in Vedas, so being against Vedas. I do not know it please.
Tek: Swamiji is there Jesus Christ in any of four Vedas?
Swami Ram Swarup: No, please. In Vedas, proper noun has not been used. Vedas is knowledge and not a history or any story etc.