Anonymous: 5. Guruji after agnihotra I put my kamanas in front of God. But in geeta its said pray should be without kamans. Even in the final prathana we say that may all the pious kamanas of world be full filled. Please explain if putting kamanas to god after...
UJ: Maharaj ji pranam. Me bahut pareshan hu ar mere pati bhut karz m dube hue h. Meri do ladkiyan h. Hm unke school ka khrch b vahan nhi kr pa rhe h. Meri nanad ne apke bare m bataya.jo ki apse 3-4 sal se judi hui h. Ar apke anusar roz hawan b krti h. Unhone bataya ki...
Anupam: Swamiji sadar pranam.apse apne prashno ke utter paker kai gigyasaye shant hui.guruji quran ke bare me likhe prashna ka utter prapt nahi hua.guruji ved mandir ke publication vale section me maine kuch pustako ke liye order place kia ve mujhe kab tak prapt ho...
Vj: Maharaj ji Pranam Mai bahut Dukhi Hoon rhd karja Mai Duba hua hu aur atyadhik Karz Mein Duba hua hoon. Khetibadi Karta Hoon.thoda bahut Sarkari Madhyam se Reta tractor trolley se dhulan karta hu.wo bi Uttarakhand High Court me band Kar Diya. Maharaj ji Mai Kai...
Anupam: Guruji sadar pranam.nav varsh ki hardik badhai.guruji maine aaj se apne yaha hawan karna shuru kia.bahut accha laga.mere paros me 1 aryasamaji rehti hai unse seekha.guruji kya har ka hawan karne ka tareeka alag alag hota hai.koi kisi kram me mantra bolta hai...
Anupam: Guruji pranam.guruji hinduo me jo suhagin mahilaye brat rakhti hai jaise karwachauth jisme chandrama dekhne ke uprant pani v bhojan liya jata hai v gangaur jisme pati ke liye brat rakhte hai.kya inka vedo me ullekh hai.ye brat rakhne chahiye ya nahi.guruji jis...
Deep: Pranam Guruji. Aap kaise hai? Parampita aapko hamesha swasth rakhe. Guruji mere kuch prashna jage hai maan me, kripaya unka samadhan kare. Hey Guruji, kya koi apne ichanusar apna punya apni marzi se kisi ko daan kar sakta hai? Ya apni ichanusar apne punya ko use...
Anupam: Guruji pranam.guruji aapki pustak kai bhashao me hai.aap kya in sabhi bhashao ke jankar hai.guruji aap itne vidwan hai.aapke profile ko dekhkar pata chalta hai ki aapne kitna kuch seekha hai.abhi bhiaap apna pura din ishwar puja v logo ko sahi shiksha dekar...
Apurva: Kya naadi dosh ka koi upay nhi ….M luv marriage Krna chahti hu ..Family b Maan gyi dno ki pr naadi dosh ek darr betha rha h Dil me …..Plzzz koi upay btaiye..M khona nhi chahti dishant ko? Swami Ram Swarup: I paste my articles in this regard:-...