Questions & Answers – May 05, 2017

Anupam: Guruji pranam.guruji ved vari patrika me ek article diya hai pativrata nari ke dharma.usme me ki veh pati ko khilaker khaye.so jane per soye aadi aadi.guruji kya mahabharat kal me istriyo v purusho ke darje me anter tha.aajkal adhikansh mahilaye job ker rahi...

Questions & Answers – May 04, 2017

Anupam: Guruji pranam.guruji kisi ko diye utter me apne bataya ki kisi doosre parivar ke bacche ko god (adopt) nahi rakhana chahiye.iska kya arth hua.kya apne hi parivar ke kisi jan ka baccha god rakha ja sakta hai.please clear kare.guruji kya manusmrati me nari ka...

Questions & Answers – May 03, 2017

MC: Pranam Swamiji, Please tell Swamiji what Vedas say about epilepsy or “mirgi” ?I am greatly feared by what I had saw in case of my younger brother. Swami Ram Swarup: My blesings to you. In Atharvaved, several diseases and medicines have been mentioned....

Questions & Answers – May 02, 2017

Hansraj: Mere upar kush din pahle chhipakli gir gayi the usaka prinam? Swami Ram Swarup: Chipkali girne se koi kharabi nahin. Agar kaat leti to doctor se ilaaj karaana zaroori tha. Otherwise, sub kuchh theek hai, bhranti mein na padein aur kisi ke bataye bhoot-pret,...

Questions & Answers – May 01, 2017

MC: Pranam Swamiji, I am a College student and I am 20 yrs of age.Swamiji I believe in Vedas and want to follow and adopt the Vedic path in life.But I do not have any guru or acharya.Since as a student, I do not have much independence to search for a guru,Therefore...

Questions & Answers – April 30, 2017

Anupam: Guruji sadar pranam.guruji kya daink sandhya ishwar ko koi bhi prarthna ya bhajan bolker ki ja sakti hai ya sanskrit me hi karni hoti hai.guruji aaj mai ek aryasamaji parivar se mili.ve arya samaj me pravchan dete hai.unhone kaha aap to bas ishwar dhyan me...

Questions & Answers – April 29, 2017

Anupam: Guruji pranam.guruji krshn ki bal lilao ka varnan kya mahabharat me hai.guruji aajkal aap jo valmiki ramayan ka song form me roj audio dalte hai veh sunna bahut hi accha lagta hai.lagta hai sara ek bar me sunne ko mil jaye.guruji aapne krshna dwara arjun ko...

Questions & Answers – April 28, 2017

H: Sadar charan sparsh swamiji, swamiji kuchdinosemere dimaag mein atheistic thoughts aate hai,yeh baar mere mann mein aate hai aurissey mainbohat darta hu aur bohay dukhi hota hu..mujhe baar yahimaanmein aata haikiagar ishwar na hua aur ved jhoothe nikle toh kya...

Questions & Answers – April 27, 2017

N: Guruji pranam .. mujhe aap ne whatsapp ke group pe add kiya useke liye thanks ab ye pta chl jata hai kb ramayan suru ho jati. ache se sun pate hai. guruji ek qus hai mera maine ek pravachan suna tha . useme aap ne kha tha bina janeu hawan god accept nhi kreta . but...

Questions & Answers – April 26, 2017

जिज्ञासु:पूज्य गुरुदेव , आत्मीय नमन – वन्दन- चरण वन्दन l 1)जो मनुष्य माँस , शराब , गुटखा , बीडी , तम्बाकू , सिगरेट आदि पदार्थों का सेवन करता है उसे हवन , यज्ञ करने का अधिकार है या नही ? 2)जो यदि ऐसा मनुष्य हवन , यज्ञ करना चाहे तो क्या उसे पहले दृढ़ संकल्प द्वारा...