Anupam: Guruji sadar naman.aajkal itni vyast dincharya me se bhi aao logo ke prshno ka utter bhej rahe hai bahut bahut dhanyabad.guruji akshya trateeya ka vedo me kya mehatva hai.guruji gautam budhha ke liye kaha jata hai ki unke janam ke samay jyotishi ne...
Sapana: Pranam guruji. Bahot dinose mere mann me yeh prashna chal raha hai ki jab prakruti ne purush aur stri ke sharir aur mann ki banavat me antar rakha hai to kya yeh nahi ho sakta ki ved ke shloko ka aur mantro ka stri aur purush dono pe alag prabhav padega. Maine...
K: Maharaj ji pranam.. aapeki tbiyat ksi hai.aap ke kripa se daily hawan kreti hu.sbe kuch acha chl rha hai mahraj ji aap se ek req hai wse to me yaha aana chehti thi bt mera clg hota hai & tbiyat theek nhi rheti.me to nhi aa skti. maharaj ji world ke kalyan ke...
Anonymous: Helo sir! Jai sri krishna! I m trying to get pregnant from last 6 years byt no luck. We did ivf two times and folliw so many remedies, chanted mantra, perform holy deeds, kept so many fast n did everthing to coneive a baby but ek baar b conceive nhi kar...
Yash: Namastey guru ji me abhi kuch dino se bhagwad gita pad rha hu or mene usme ye pada ki agar insan ko moksh prapt karna he toh usse apne dharam par atal rehna chahiye or kabhi bhi dharam ka sat nhi chodna chahiye or humesha bhagwan ke liye karya karna chahiye...
Kumar: Swamiji, Namaskaar! When we intend to protect one live being esp used for food, will it not be at cost of other or do we not encourage more killing of other live being because one has to eat either to fulfill his need n hunger? Moreover, will nature harmony...
Jatin: Acharya ji, Saadar pranam. Jaap mein kis naam ya mantra ka jaap karna hai. Aur kya yeh change hota hai ya jeevan bhar ek hi rahega. Swami Ram Swarup: My blessings to you. Infact, ek jigyasu ko kisi ved ke vidwan se personally milkar naam jaap kee shiksha lenee...
Anupam: Guruji pranam .puja me lal v peele kapdhe ki kyo pehne jate hai jabki sabhi rang to bhagwan ke banaye hue hai. Swami Ram Swarup: My blessings to you, my daughter. Vaanprasthi aur Sanyaasi kramshaha peeley aur laal (gerva) rang ke kapde pehante hain. Iske ilawa...
Prakash: I am doing sandhya daily. I want to know while doing pranayam, what is the method of focussing mantras, while inhalation, holding and exhalation; method of pranayam please?