Sumith: Swamiji I’m chanting maha mrityunjaya mantra everyday 108 times. Can I eat non veg foods? Swami Ram Swarup: Non-vegetarian food and any addiction, both are strictly prohibited by God in Vedas. Secondly, mere chanting of Mahamritunjaya mantra will do...
Gowtham: You people mean idols are prohibited. idol worship is correct or not? Swami Ram Swarup: Idol worship does not exist in Vedas. Vedas preach to worship only a Formless God Who is omnipresent, Almighty, Creates, nurses and destroys the universe. Knowledge of...
Joydev: Swami Ji Pranam.Kasie Atma Aur Parmatma Ka Anuvab Hoga? Swami Ram Swarup: My blessings to you. Manushya ke shareer mein rehne walee atma(jeevatma) ek chetan tatva hai aur isee atma mein Parmatma bhi niwas karta hai. Hamein yeh gyan hona chahiye ki hum atma...
Swadhin: Please send me (1) Sandhya Mantra,(2)Yajna Karma Sarvasresth iswar pooja with previous order on (1)Vedas-A divine Light(Best seller) and(2-5) Part-II,III,IV & V (Language-English).(5 Books). Hardbound preferred and if not, Paperbacks acceptable. Swami...
Deep: Pranam swamiji. Aapke charno me mera koti koti naman. Apko navaratri ki hardik subh kamnai, ishwar apko sadev healthy rakkhe. Guruji mai aapse marriage customs bare me janna chahatu. Guruji mai humare country ke marriage rituals ko study kar raha tha take...
Ved Prakash: Ved me god me kitane name hai? Jaise kuran me 99 name hai. Swami Ram Swarup: Ved Prakashji , yeh to mujhe nahin pata ki Quran Sharief mein Ishwar ke 99 naam hain parantu vedon mein Ishwar ke anant naam kahe hain. Jaise Rigved mantra 1/164/46 “Ekam...
Rakesh: Pranam.mai me apne abtak ke life me bahot paap liye hai. Jiski Maine kshama bhi maangi prabhuji se mandir me Aur man se. Par kabhi kisike sath jabardasti nahi ki.par ab bhi dil me sukun nahi hai aisa kyu. Swami Ram Swarup: My blessings to you. Rigved mantra...
Vikky: Rigved ka rachana kal kya hai? Swami Ram Swarup: Rigved Ishwar se utpann gyan hai aur yeh is prithivi ke arambh mein lagbhag one arab, ninety-six crore, eight lakh, fifty-three thousand one hundred sixteen years pehle Agni Rishi ke hriday mein prakat hua tha. I...
Ashok: Swami ji namastay. Swami ji satyarth prakash ke ch.7 mai mrityorma amritam gamayeti hai baki kai jagah par maine gamaya sabd dekha hai halaki dono ka matlab ek hi hai lakin main ye janna chahata hoon ki granth jaise shatpath brahaman ityadi main koun sa sabd...
Jayesh: Nijanand Sapraday ke shri pran nath swami ne kabhi gayatri diksha li thi? If yes, when and where and who was his guru? Swami Ram Swarup: Kshma karein, mujhe is vishay mein kuchh nahin maaloom. Vishal: Main business me bhi safal nahi ho raha Hu .or meri sadi...