Anupam: Swamiji please give me correct translation and interpretation chandogya Upanishads 1/6/6 God like human shape (shakar). Swami Ram Swarup: Nowadays I’m very much busy in spiritual tasks and I’m showing my inability to all the loving readers to translate any ved...
Girdhari: Swami ji, namastey! Somewhere I read that when a person becomes a great rishi, the Vedic Mantras are revealed in his / her heart, and he / she starts uttering them. Is it true? I don’t think this is true, as the Vedas say these are revealed to four...
Rajat: Kya mnushya janam ek baar hi milta hai yan baar baar bhi mil skta hai? Swami Ram Swarup: Manushya janam karmon ke adhaar par hota hai. Jub paap aur punnya baraabar hotey hain tub manushya janam milta hai. Jub punnya zyada hotey hain aur paap kum hote hain tub...
Bhupesh: Agar bhagvan hai to pishach bhut chudail to hoti hi hogi na guruji? Kyoki agar ham such ke sath zuth ko bhi mante hai? Swami Ram Swarup: Satya parmeshwar hai aur jhoot prakriti se banaa sansaar hai. Prakriti jad hai. Jad se bhoot pret nahi bante kewal...
Suresh: Swamiji aapne mere sawal par vichar kiya is liye dhanyawad, mera prashna ye tha ki kya shunya purnata ka swaroop hai? Mera kehne ka matlab tha ki jab shree Krishna ne mahabharat main apna purna roop yani virat roop Arjun ko bataya tha to us roop main yeh sari...
Arya Vinod: Baba Ramdevji yog aur ayurved ko sath lekar swasthya labh karwate hai,isme kya apatti hai,kya sharir ko in sadhano dwara swasth rakhna hamara swadharm nahi hai kya swamiji? Swami Ram Swarup: Maine pehle bhi kaha ki baba Ramdevji se sabhi ko vedanusar...
Arya Vinod: Guruji kya murti, tasvir par chadhaya prasad nahi khana chahiye? Agar koi deve toh hum kaise unke samne satya ka nivedan kare? Swami Ram Swarup: Aajkal satya ka nivedan karna bada kathin karya ho gaya hai. Rigved mein Shraddha ka arth shrat+dha kaha hai...
Arya Vinod: Vartman me desh aur duniya me Swami Ramdevji dwara pracharit yog pranayam vyayam de lakhon logon ke rog dur hue hai,jiske pratyaksh praman hai., kya jan sewa ka yah karya kisi bhi tarah se ved virudh hai aur kaise aur isme kya kuch sudhar laya ja sakta hai...
Arya Vinod: Kya ishwar upasna se kiye huye paapon ka dukh rupi phal bhogna nahi padega? Swami Ram Swarup: Vedon mein spasht kaha hai ki Ishwar kiye hue apradh ko kabhi kshma nahin karta apitu Yajurved mantra 7/48 ke anusaar Ishwar jeev ko karmon ka phal pradaan karta...
Raju: Pranam Rishiwar, aaj hamne pahli bar net lagwaya hai. Is liye hum sab ki aur se apko dandwat parnam karte hai, aur aaj bhamti ka b;day bhi hai. Hame ashirwad dijiye. Swami Ram Swarup: Raju beta sub parivar ko mera ashirwad aur yeh badi khushi kee baat hai ki...