Tanya: Is during marriage music allowed?
Swami Ram Swarup: As per Vedas, the marriage is a sanskar which is performed by performing a holy Yajyen and reciting ved mantras but nowadays it is performed based on the Sanskrit shlokas recited by panditji etc., and mostly with music. So, you can do as you wish.

Neha: Kuch loog kapna ghar kyun nahi hota?
Swami Ram Swarup: Yeh manushya janam pichchley janamon ke achche-burey karmon ka phal bhogne ke liye mila hai. Ab kisi ke aise karma ho jiske phalswarup usey is janam mein ghar nahi milna hai to nahi milta.

Neha: Kya hota hai classical song?
Swami Ram Swarup: Shastriya sangeet ko classical song kehte hai.

Ravikumar: Namasthe Swamiji: ved me “Viswakarma” nam ke arth (meaning) bathayiye.
Swami Ram Swarup: Namasteji. Ved mein Vishwakarma ka arth Parmeshwar hai.