Ashok: Swami ji namastay. Swami ji satyarth prakash ke ch.7 mai mrityorma amritam gamayeti hai baki kai jagah par maine gamaya sabd dekha hai halaki dono ka matlab ek hi hai lakin main ye janna chahata hoon ki granth jaise shatpath brahaman ityadi main koun sa sabd hai.
Swami Ram Swarup: Namasteji. Shatpath Brahmin Granth mein mrityorma amritam gamayeti likha hai jiska arth hai mrityu se amrit kee parpti karee.

Satyam: Please send the Brahamcharya Dukh Nivarak Divya Mani, Yajna Karm –Sarvashresth Ishwar Pooja.
Swami Ram Swarup: Book is being sent to you, please.

Anurag: Bhagwan Vishnu ji ko laat kisne mari thi?
Swami Ram Swarup: Purannon ke anusar Bhrigu Rishi ne laat maari thee parantu vedon ke vidwan is katha ko satya nahi mante.