Ashish Ray: Kya krishi ko bhartiye arthwewashtha ki ridh kaha jata hai? Why?
Swami Ram Swarup: Yadi reed mein koi problem ho to jeena mushkil ho jaayega chahe ghar mein sona chandi heere javaharat kuch bhi pade hon. Isi prakar, yadi ghar mein heere javarat sab pade ho aur yadi ghar mein ann na ho, roti na ho tab bhi dhan accha nahin lagega. Isliye kheti baadi se jo anaj utpann hota hai vahi hamare jeene ka saadhan aur arthvyavastha ke reed hai kyonki kitni bhi industry, science ki tarakki ityadi hai vah tab hi hai jab hamari kheti baadi ki vyavastha aur usse ann prapti ki vyavastha thik thak hai.

Anonymous:Where was yajurveda written first time?
Swami Ram Swarup: Vedas have not been written by anybody else, even has not been written by God Himself, God being formless. Vedas is knowledge which enmnates from God in the beginning of every creation in the heart of four rishis by the power of God. Vedas emnated about 1 Arab, 96 crores, 8 lakhs, 56 thousand, 116 years back.