Saraswat: Guruji pranam.guruji apke dwara bheji pustak ke samadhipad me mene padha ki ved ke adhyan v yogabhyas ke dwara sanchit prarabdh v kriyaman kermo ka vinash karke jeev mukt ho sakta hai.guruji sanchit v prarabdh kermo me kya anter hai.sanchit v prarabdh karmo ka phal hum is jeevan me bhog rahe hai per kriyaman ka to aane vale jeevan me bhogenge.apne esa bataya bhi tha ki vartman me kiye karmo ka phal bhogne ke liye hi agla janam hota hai to isi janam me kriyaman yani jo hum kar rahe hai uske prabhav se mukt kaise hua ja sakta hai.
Swami Ram Swarup: My blessings to you, my daughter. Karmon kee philosophy shayad maine bheji hai aapko, agar nahi bheji to phir se bhej rahe hain:-

Three types of Deeds

There are three types of deeds (karmas) – sanchit, prarabhadh and kriyamann. Suppose one soul has to take birth (body). It means he has to face total number of deeds of his all previous lives and these deeds are called sanchit karmas but sanchit deeds are huge/unlimited and cannot be faced in one life. So the karmas which can be faced in one life are called prarabhadh (luck-destiny). So God has not made our luck at His own but Almighty God has considered the deeds which we have already done.

Yajurved mantra 7/48 clarifies that human being is free to do any deed good or bad but God only awards the result. Now the balance deeds from sanchit deeds will be counted in the next life. Now the deeds which we do in our day today present life are called kriyamann.

If we do pious deeds according to Vedas, shastras and holy books and based on pious preaches of Rishi, Muni/learned saints then our all sanchit deeds are burnt and we can get salvation. Human beings are free in the matter of doing deeds good or bad. But result will be awarded by God. So we must worship and do pious deeds under guidance of a learned Guru. One should go always ahead for hard working, pious deeds, worship to make future bright himself. One should always work hard towards a right path.

Worship does not mean that we are free to discharge only our family duties, education, etc., but rather it is a sin. We have to get progress in both way simultaneously i.e., spiritualism and worldly progress i.e., science, education, duties towards family etc. God creates the universe according to His eternal law framed in Vedas which are always unchangeable and unchallengeable. So we have to follow the law of God always to get long happy life.

Vedadhyayan, naam simrann, yajyen aur agnihotra dwara Samadhi prapt karke sanchit evam prarabdh karmon ka nash ho jaata hai.

Anupam: Guruji pranam.guruji aap pravchan ke dauran batate hai ki log dharm ke nam per pakhnd karte hai v dhan ka lobh nahi chor pate jo ki vastav me bilkul satya hai.or aajkal iska hi bolbala bhi hai.guruji vastvic gyani logo ka % to bahut kam hai.phir sabhi ko satya gyan kaise mil payega.apke sanidhya me jo log rehte hai ve kya puri tarah se swayam ko parivertit ker paye ya chitt vratio se prabhavit hote hai.guruji avidhya ka andhkar mitaker aap ek bahut hi nek karya ker rahe hai.yadi hum ye mankar jeete hai ki is janam me hame jo bhi sukh ya dukh mil rahe hai ve hamare purva jeevan ke karmo ka parinam hai to kya sabhi kuch chupchap sehte huye vyakti nishkriye sa nahi ho jayega v swayam ke prayatana karna band nahi kar dega ki ye to hona hi tha ab ise chupchaap bhogne me hi bhalai hai.kuch kiya to pho phir se agle janam ke liye bhog karm ho jayenge.please margdarshan kare.
Swami Ram Swarup: My blessings to you, beti. Vidwan ke sannidhya mein rehkar vidya avashya parpt hotee hai aur andhvishwaas, pakhand tatha avidya ka nash hone lagta hai aur jigyasu ke Jeevan mein parivartan avashya aata hai. Doosra yeh satya hai ki jub vidwaan ke sannidhya mein rehkar jigyasu Vedic shubh karma aur Vedic sadhna karne lagta hai to Rigved mantra 10/135/4 ke anusar weh samajho vidwaan kee naav mein biath gaya hai uska prarabdh nasht ho jaata hai aur weh is sansaar sagar se, janam mrityu se paar ho jaata hai. Isliye Vedic marg par jo chalta hai, usey prarabdh karmon ko chup-chap sahna nahi padta.

Chup chap to weh sahte hain jo kisi vedon ke gyata vidwaan kee sharann mein rehkar jgyaasu bankar Vedic gyan nahi prapt karte, Vedic sadhna nahi karte.