Chetan: Guruji namaste apne pichle question mein kaha tha ki yadi parivaar ka apmaan ho to humein kanun ka sahara lena chaiye aur desh ka apmaan ho to humein agar yudh anivarya ho to vo bhi karna chaiye . agr hum parivaar ka apmaan sehan kar sakte hai to sehan karna chaiye ya nahi . jase sadhak sehan karte hai vo saaman rehte hai aur jab koi sa uska apmaan karta hai to sadhak sochta hai ki usne mere ander kya kami dekhi . vo uss kami ko door karta hai apne se na ki vo jhagda karta . agr yahi cheez parivar par lagu nhi ho sakti ki yadi koi parivar ka apman kare to hum parivaar ki kami ko door kare na ki jhagda ya kanoon ka sahara le . aur apne piche adhyay mein kha tha ki brahaman fight nahi karta vo sirf kami door karta hai aur apman sehan krta hai . to parivaar ki stithi mein brahman ko fight karni chaiye kya ya saman rehna chaiye . same mein desh ki bhi puchna chahta hoon . agr shaanti desh ka apmaan sehan karna chaiye brahman ko ya nahi . kyoki apne kha tha ye shatriyo ka kaam hai . humein sadhak ki trah rehna chaiye .
Swami Ram Swarup: Namaste Beta. Yeh satya hai ki yadi parivaar ka apmaan ho, jhagda koi karta ho toh Police/kanoon ka sahara lena chahiye.

Desh ka apmaan sehan nahi kiya ja sakta uske liye ya to Politician koi raajneetik samadhan nikalein ya yuddh anivarya ho to yuddh karein.

Brahmin jo ved ka gyata aur yogabhyaasi hota hai aur jiski indriyan vash mein hotee hain woh to apmaan ko khushi se sah leta hai anyatha Brahmin ho, koi bhi ho woh aapas mein lad marte hain.
Vidwaan ya sadhhak par koi jub ilzaam lagata hai, ya koi insulkt karta hai, to weh bhi ladte nahi hain, yeh sochte hain ki jo ilzaam mere par lagaya agar weh sachcha hai to us ilzaam ko, burai ko weh apne se nikaalkar door kar detein hain aur agar weh ilzaam jhootha hai tab weh shant rehte hain.

Parivar ka apmaan, ninda ya ladai jhagda is tarah nahi suljhaya ja sakta kyunki parivaar vedon ka gyata nahi hota. Uski indriyan sanyam(vash) mein nahi hotee isliye parivaar ke jhagade ko shant karne ke liye hamein panchayat ka ya kanoon ka sahara lena chahiye. Brahmin ka arth hai Charon vedon ka gyata aur Ishwar ka gyata, yogabhyaasi, nitya agnihotra karne wala aur jiskee indriyan vash mein hon. Aisey Brahmin se koi ladta nahi hai aur koi baat aise waise ho bhi jaye to bhi jhagda aasanee se bina lade shant ho jaata hai.

Desh kee raksha rajneetigya aur sena kartee hai. Upar ke gunnon se yukta Brahmin kewal Raja ko advise karta hai.

Anupam: गुरुजी प्रणाम।गुरुजी माता सीता लव कुश के साथ वन मैं अकेली रही थी उनके बच्चो का लालन पालन ऋषि आश्रम मैं हुआ जबकि राम राजा थे।तो राम सीता के मध्य ऐसा क्या हुआ कि उन्हें इस तरह का निर्णय लेना पढ़ा।अभी तक मुझे यह ही ज्ञात था कि धोबी के कहने से राम ने उन्हें छोड़ दिया था लेकिन आपने बताया ऐसा नही था तोफिर ऐसा क्यो हुआ था।गुरुजी आप बताते है कि राम और कृष्ण वेद ज्ञाता थे और यह भी बताते है कि जो पूर्ण निष्ठा सेयह सब ज्ञान लेता है उसकी आयु बढ़ती हैव वेदो में अधिकतम आयु 400 वर्ष बताई है।पर गुरुजी क्या किसी ने इतनी अधिक आयु किसी युग मे पाई हो क्या ऐसा उल्लेख कही मिलता है.
Swami Ram Swarup: Blessings beti. Luv Kush ne jungle mein janam hee nahi liya the. Unka janam Ayodhya ke mahalon mein hua tha aur wahin par unka paalna-poshnn hua. Na to dhobi ne aisa Sita ke against kuchh kaha aur na hee Sri Ram ne Sita ko vanwaas diya. Aisee kathayein mithya hain. Kashyap Rishi ne teen so varsh aur Vyas muni ji ne lagbhag paune teen so varsh kee nirog aayu prapt kee thee.

Shivanshu: Pranam Swamiji. What are the duties of student as prescribed in Vedas? Why one needs to practice celibacy during brahmacharya, please explain in detail along with any scientific reason that is behind it, also please tell the benefits of doing so?
Swami Ram Swarup: My blessings to you. In this regard I paste my articles below:-

Mantra for Vidya

Mantra to attain vidya is hard study, brahamcharya, concentration and devotion. One must leave the laziness and must not be dependent on anyone. He should work hard with the assistance of teachers/professors/lecturers, himself to study hard. It is a moral duty of a student to concentrate on hard study and to look after his health. Avoid bad society always concentrate on your Brahmacharya. Awake early in the morning and after bath- brush etc., do holy name jaap of God at least for 15 minutes. Go for morning walk and light exercises daily. Take plenty of water i.e., at least 15 -to 20 glass in a day. Always respect your parents, elders and teachers. Must be soft spoken, avoid TV to see bad scenes, films etc. this all will help you to concentrate in your study. Whatever you study and learn, try to write on rough book without seeing books, etc.

Please also read the book: Brahamcharya, Dukh Nivarak Divya Mani. The book is specially meant for students. As regards, Vidya concerning spiritualism, the same efforts are exercised under guidance of spiritual master. Book is useful for students as well as family members.

How to obtain success as a student

A student must do hard study with firm mind to get success. However, ‘WHERE THERE IS A WILL, THERE IS A WAY’ AND IT IS ALSO SAID THAT “NEVER BECOME NERVOUS AND TRY, TRY, TRY AGAIN.”

Hard working, devotion, dedication, honesty, services to the parents and elders to follow eternal religion mentioned in Vedas, practice of Ashtang Yoga, discharge moral duties to get progress simultaneously in education, science and in spiritualism, do daily havan, to make contact with the learned Acharya, to get his advice are some of the pious deeds which make the future bright and kill the sorrows, problems, diseases, etc.

One must awake early in the morning for early morning walk and exercises. Must sit on meditation and chant holy name of God, must be away from any addiction and non-vegetarian. Such pious actions lead to long, happy life and bright future.

THe HARD STUDY DONE BY STUDENTS AND THEIR GOOD HEALTH WILL SURE GIVE THEM SUCCESS TO MAKE THEM A GOOD EARNING HAND. THE STUDENT MUST ALSO CHANT GAYATRI MANTRA DAILY.

To maintain Brahmacharya is an order of Almighty God in vedas.

As the subject is lengthy which cannot be explained here, you are advised to study my book named “Brahmacharya dukh nivarak divya manni”

The price of the book is worth Rs.100 /- excluding postal charges. The book can be sent to you on receipt of your postal address, if you desire. Book will give you immense knowledge.