Anupam: Her sal yagya ke liye 17 18 19 march ki tithi nirdarit kyo hai.aap guruji kaha rehte hai delhi me ya himachal me.in dates me yagya kaha hota hai. May I call you?
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Yajyen Hamesha Himachal mein hee hota hai aur san 1978 se ek aur salaana Yajyen hota hai jo April ke doosre saptaah ke ravivaar ko shuru hota hai aur iskee poornna aahuti June maheene ke doosre hafte ke ravivaar ko sampan hotee hai. Ismein Charon vedon ka anushthan kiya jaata hai. 17,18,19 ka Yajyen Yog sadhna ke sambandh mein hota hai.

Waise beti main kisi ka bhi telephone attend nahi karta. Ved mandir mein jo mere saath rehte hain, wahi attend karte hain kyunki mera Jeevan sadaa busy rehta hai.

Sunil: Swamiji, Namastey! What are all those things used in vaidik havan?
Swami Ram Swarup: Namasteji. Prepared Havan Samigri is available in the market which is used. You can also make contact with local Arya Samaj mandir for the same.

Sameer: Please send me all parts of Geeta.
Swami Ram Swarup: I think, you have received the books. Please confirm receipt. Otherwise I will send.

Laxmi Pal: Fill in the given boxes as the senses, mind, intelligence and soul as compared to different parts of chariot.
Swami Ram Swarup: The matter is mentioned in Kathopnishad. Please, study the same.