Mewa Supan: Pranaam Pandit Ji, can you explain why Tulasi leaves are not used while doing Pooja to Lord Shiva. Can you quote the chapter and page from the Shiva Purana if the answer is from that religious book?
Swami Ram Swarup: Mera apko ashiawd. Tradition of not using Tulsi leaves to worship Shivji, perhaps has been made by human-beings and not by God. Moreover, God in vedas has not described such deeds. So, you can put question before local purohit.

Ashok: Swami ji namaste Swami ji krishan ji ki kathao me is baat ka bhi varnan hai ki jab unkarne mitti dekhne ke liye mooh khulwaya to brHamand dikhai diya soorya chand tare etc aisa sai baba ke bare mein bhi likha hua hai ye sab kya hai?
Swami Ram Swarup: Namasteji. Aapne jo kuchh bhee katha Shri Krishna ke baare mein likhee uska varnnan purann mein hai parantu vedon shastraon, rishi-pranneet granthon aadi mein nahi hai. Isliye aapkee donon kathayein vedon ke vidwanon dwara authentic na hone ke karann sweekrit nahi hain.