Pritish: Rspected swamy ji swami ji can we yagya havan by dried cow dung or is it necessary to do havan with woods? Please explain both’s advantage and disadvantage.
Swami Ram Swarup: If woods (samidha) are not available then the hawan can be performed with dried cow dung. Otherwise woods are necessary.

Shivanshu: Pranam Swamiji Swamiji I am getting disheartened by my result , my mind. Is not stable and is in a sad condition. Please tell me how to overcome grief. As told by you I am performing Havan on daily basis and meditating in morning. Please show me the path.
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Dear son, we all have to face the result of our previous lives’ deeds as well as present life’s deeds also. If a student has not studied hard then naturally he will have to gain less marks then tension is useless because he has got the result of his actual work. Now, he should look forward and to make his future bright, he should work hard. Performing havan and meditation is a spiritual path but we have to get progress simultaneously in worldly path also. When we will work hard to get progress in science, agriculture and maintaining family etc., then spiritualism will also help us. One-sided progress is always harmful. So, please also study hard which is your moral duty, being a student.

Anonymous: Swami ji pranam? Acha mujhe aap zara yajurveda 13.48 ka translation batyenge? Is mantra mein gaur shabd kiosk lie pray hua hai? thanks
Swami Ram Swarup: Blessings. “Gaur” shabd gorey rang ko darshata hai ki jo hinsa kee vritti wale gore rang ke jungle mein pashu hain unka hinsan karein anya ka nahin. Is mantra kee hindi vyakhya karna bhi possible nahin hai kyunki main abhi daily spiritual routine work mein busy hoon.

Yash: Namastey guruji mera ye prashna he ki kundalini jagran karna accha he ya bura or kya isse moksh ki prapti hoti he ki nhi kyoki mene youtube par bhot video dekhe he jissme logo ne kha he ki kundalini jagran ke buddhi sthir ho jati he or jiva me sab kuch pa liya jata jiske insan dharam ke marg par prayatn karta he jese gyan or bhagwan se humara sambhand or iskke bhot se chamatkar logo ne btaye he jese ki isske jagran se hume bhot si shaktiyo ka ehsas hota he or man shant rehta he par ye sab janne ke bad kuch video esa bhi dekhe jisme logo ne kha he ki bhot se log isko ispiye jagrit karte he kyoki isko jagrit karke vo apne ap ko bhagwan se bada samjte he or iskke jagran ka apne man or sharir par bura asar btaya he jese kuch log in shaktiyo ko samal nhi patte isliye pagal hojate he or kuch logo ko bhot se rog ho jate he isliye guru ji kripya karke mujhe bataiye ki isko jagrit karna uchit he ya nhi kya kya wa kai iske jagran se manushya ka bhala hota he ya bura?
Swami Ram Swarup: Namsteji. Kunadalini jaagran ek aisa Vishay hai jo kewal personally samjhaya ja sakta hai.

Isliye aap kisi local ved aur yog vidya ko jaanane wale Acharya se contact karein.kyunki main bahut door hoon, main aapko yahaan se nahi samjha sakta.